Faaslon Mein Full Song Lyrics | Baaghi 3 | Tiger | Shraddha Kapoor | Hindi - English
Label : T - Series
Singer : Sachet Tondon
Song Name : Faaslon Mein
Cast : Tiger Shroff | Shraddha Kapoor | Ritesh Deshmukh
![]() |
| Source: Google |
Faaslon Mein Full Song Lyrics In English
Faaslon Mein Batt Sake Na
Hum Juda Hoke
Main Beechhad Ke Bhi Raha
Poora Tera Hoke
Faaslon Mein Batt Sake Na
Hum Juda Hoke
Main Beechhad Ke Bhi Raha
Poora Tera Hoke
Kyun Mere Kadam Ko
Aag Ka Driya Roke
Kyun Hamko Milne Se
Yeh Dooriyan Roke
Ab Ishq Kya Tumse Karein
Hum Sa Koi Hoke
Saans Bhi Na Le Sake
Tumse Alag Hoke
Main Rahun Kadamo Ka Tere
Humsafar Hoke
Dard Saare Mit Gaye
Humdard Jab Se Tu Mila
Hmmmmm....
Kyun Sab Hamse Jal Rahe Hain..
Kyun Ham Unko Khal Rahe Hainn..
Haan.. Ye Kaisa Junnoon Sa Haii...
Ham Ye Kis Raah Chal Rahe Haii..
Haan Meri Iss Baat Ko
Tum Zehan Me Rakhna....
Dil Hu Dariya Ka Main...
Tu Mujh Pe Hi Bus Chalna
Har Zanam Me Ishq Banke
Hi Mujhe Milna
Teri Saanson Se Hai...
Meri Dhadkan Ke Kaafile
Hmmmm..
Faaslo Mein Bant Sake Naa...
Ham Zudaa Hoke...
Main Bicchad Ke Bhi Raha
Pura Tera Hoke...
Main Rahun Teri Zamin Ka Aasma Hoke..
Main Bicchad Ke Bhi Raha Pura Tera Hoke
Aur Main Nahi Hargiz Rahunga Daastan Hoke..
Hmmmm..
Faaslon Mein Lyrics in Hindi
फासलों में बट सके ना
हम जुदा होके
मैं बिछड़ के भी रहा
पूरा तेरा होके
फासलों में बट सके ना
हम जुदा होके
मैं बिछड़ के भी रहा
पूरा तेरा होके
क्यों मेरे कदम को
आग का दरिया रोके
क्यों हमको मिलने से
ये दूरियाँ रोके
अब इश्क क्या तुमसे करें
हम सा कोई होके
साँस भी ना ले सके
तुमसे अलग होके
मैं रहूँ कदमों का तेरे
हमसफर होके
दर्द सारे मीट गए
हमदर्द जब से तू मिला
हम्म..
क्यूँ सब हमसे जल रहे हैं
क्यूँ हम उनको खल रहे हैं
हाँ ये कैसा जूनून सा है
हम ये किस राह चल रहे हैं
हाँ मेरी इस बात को
तुम जहन में रखना
दिल हूँ दरिया का मैं
तु मुझ पे ही बस चलना
हर जनम में इश्क बनके
ही मुझे मिलना
तेरी साँसों से है
मेरी धडकनों के काफ़िले
हम्म..
फासलों में बट सके ना
हम जुदा होके
मैं बिछड़ के भी रहा
पूरा तेरा होके
मैं रहूँ तेरी ज़मीन का आसमा होके
मैं बिछड़ के भी रहा पूरा तेरा होके
और मैं नहीं हरगिज रहूँगा दास्तां होके
हम्म..

Post a Comment